MAIN DEEWANA HOON aanchal raat ka lehra jab gaya - 2
ehsaas kyon jaane aaisa huaan
aanchal raat ka lehra jab gaya
ehsaas kyon jaane aaisa huaan
mujhe jaise tumne chhuaan - 2
aanchal raat ka lehra jab gaya
ehsaas kyon jaane aaisa huaan
mujhe jaise tumne chhuaan - 2
aanchal raat ka
meri dhadkan mein - 2
hulchul si hone lagi
halki khushbu si
mujhko bheegone lagi
mera kya hain dosh maine khoye hosh madhosh ho gaya main
tere dilnashi phir toh haseen yaadon mein kho gaya main
aanchal raat ka lehra jab gaya
ehsaas kyon jaane aaisa huaan
mujhe jaise tumne chhuaan - 2
aanchal raat ka lehra jab gaya
chaahu tumse kahu - 2
hota hain kya aajkal
taaren ginta rahu sota nahi ek pal
kaise aaye neend jab ho umeed milne ki dil ko mere
bas ek baar tum kar lo paar seemaon ke yeh ghere
aanchal raat ka lehra jab gaya
ehsaas kyon jaane aaisa huaan
mujhe jaise tumne chhuaan - 2
aanchal raat ka lehra jab gay
love and love only- 09-29-2006
banke savera aayi ho tum meri raahon mein
chaand sa chehra aur mehal hain saanson mein
tum hi tum ho har pal in nigaahon mein
main kho jaana chahu tere khwaabon mein
banke savera aayi ho tum meri raahon mein
phoolon pe giri ho jaise shabnam
hothon pe nami hain aaisi jaanam
phoolon pe giri ho jaise shabnam
hothon pe nami hain aaisi jaanam
yeh mastiyaan yeh shokhiyaan
khilkhilaakar tera hasna aur kisi mein kaha
banke savera aayi ho tum meri raahon
chaand sa chehra aur mehal hain saanson mein
tum hi tum ho har pal in nigaahon mein
main kho jaana chahu tere khwaabon mein
banke savera aayi ho tum meri raahon mein
roshan hain sitaaron jaisa tan mann
kirnon se ghiri ho jaise dulhan
roshan hain sitaaron jaisa tan mann
kirnon se ghiri ho jaise dulhan
o naazani o dilnashi husne jaana dil mein kar de
laakhon armaan jawaan
banke savera aayi ho tum meri raahon
chaand sa chehra aur mehal hain saanson mein
tum hi tum ho har pal in nigaahon mein
main kho jaana chahu tere khwaabon mein
banke savera aayi ho tum meri raahon mein
love and love only- 09-29-2006
kabhi sharmaake kabhi muskuraake dekhe jo hamein khidaki se - 3
kaise ham bole bhed yeh khole hamein pyar hain uss ladki se
kabhi sharmaake kabhi muskuraake dekhe jo hamein khidaki se
kaise ham bole bhed yeh khole hamein pyar hain uss ladki se
uska nasha toh aaisa chadha - 2
din raat ab khumaar mein din rahe duba duba
itni woh paas aa jaaye kaash usko yeh ham bata sake
tum ho hamari mehbooba
kabhi sharmaake kabhi muskuraake dekhe jo hamein khidaki se
kaise ham bole bhed yeh khole hamein pyar hain uss ladki se
kitni dafa toh khat bhi likha - 2
socha usse batayen ham dil mein kya hain hamare
lekin kahi woh bhadke nahi jab yeh khayal aaya
khat jala diye saare
kabhi sharmaake kabhi muskuraake dekhe jo hamein khidaki se
kaise ham bole bhed yeh khole hamein pyar hain uss ladki se
kabhi sharmaake kabhi muskuraake dekhe jo hamein khidaki se
kaise ham bole bhed yeh khole hamein pyar hain uss ladki se
love and love only- 09-29-2006
koi chahe kuchh kahe ek haseen dil mein hain - 2
main uspe marta hoon dil jo kahe karta hoon - 2
sab jaante hain main deewana hoon - 2
koi chahe kuchh kahe ek haseen dil mein hain - 2
woh hi mere sapanon ki raani woh hi toh hain dilbar jaani - 2
woh hi mera jeevan hain woh hi meri kahaani
koi chahe kuchh kahe ek haseen dil mein hain - 2
ussi ki hain raaten suhaani marti hain uspe jawani - 2
jisse mile aaisa sanam ussi ki hain zindagaani
koi chahe kuchh kahe ek haseen dil mein hain - 2
main uspe marta hoon dil jo kahe karta hoon - 2
sab jaante hain main deewana hoon - 2
koi chahe kuchh kahe ek haseen dil mein hain - 2
love and love only- 09-29-2006
milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan - 2
main deewana - 2 deewana deewana huaan
milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan
unka chand asa mukhada kya kehna unke maathe ki bindiya kya kehna - 2
unki qaatil adaayen kya kehna unki mast nigaahen kya kehna
jab woh aa gaye toh noor aa gaya na jaane yeh mujhko kya ho gaya
main deewana - 2 deewana deewana huaan
milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan
unki chaal woh sau sau balkhaaye unki zulfon se baadal sharmaayen
woh hothon pe aaise muskaaye woh tarsaaye dil ko tadpaaye
woh jhonka hawaa ka mastana unki aankhen chhalakta paimaana
main deewana - 2 deewana deewana huaan
milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan
main deewana - 2 deewana deewana huaan
love and love only- 09-29-2006
arey phir se pee liye ho kya
hmm peena hain pilana hain ghamon ko bhulana hain
peena hain pilana hain
maajhi re - 2 ghunt ghunt peeke baiyya paar laga le apani naiyya
maajhi re - 2
peena hain pilana hain ghamon ko bhulana hain
chaar din ka mela hain yeh pyar karle has le gaa le
arthi utha hi lenge arthi uthane wale
haa jeevan bhala kya denge jeevan churane waale
aag bujhaayenge kya raakh banane waale
kal ho na ho peena hain pilana hain ghamon ko bhulana hain
badi keemti hain haseen bande isse khona nahi
jisne jo bhi gham hain diye yaad karke rona nahi
kehne wale kehte rahe sunn ne wale sunte rahe
aanewale aate rahe jaanewale jaate rahe
aansu na baha peena hain pilana hain ghamon ko bhulana hain
maajhi re - 2 peena hain pilana hain ghamon ko bhulana hain
love and love only- 09-29-2006
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa - 2
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa
aaisa lagat hain maine kahi - 2 pehle bhi hain tujhe dekha
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa
haseen waadiyon ki khushbu hain tu
parvat ke jharnon ki jhar jhar hain tu
rangeen fizaaaon ka chhalka nasha
dilkash nazaaron ka jaadu hain tu
tu manzil hain ya kaarvaan pehle bhi hain tujhe dekha
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa
ghata hain ke zulfen pareshaan hain tu
adaaon se khud apani nadaan hain tu
tu chaand jo raat roshan kare
tammana bhi tu dil ka armaan bhi tu
tu hain pari ya apasara
tu geet hain ek madbhara
pehle bhi hain tujhe dekha
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa
aaisa lagta hain maine kahi - 2 pehle bhi hain tujhe dekha
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa
love and love only- 09-29-2006
main hoon aur mere khayaalaat mere saamane hain
tere yaadon ke silsile hain mere aankhon mein
tum jo muskaate the - 2 dil behal jaata tha
tum kareeb aate the
main behak jaata tha
tum nahi toh nahi koi bhi hamara
tum jo muskaate the dil behal jaata tha
tum nahi toh nahi koi bhi hamara
tumko maanga tha sanam duaaon ki tarah
tum chale aaye sanam haadhason ki tarah
chaand aur chaandani sa milan hamara
bitch gaya raah mein dilnashi nazara
ho paayalen chudiyaan madbhari raaten
kaanpte lab tere jheel si aankhen
nit subha uthh jana pooja ghar se aana
aarti saad ke bindiya ka sitara
tum jo muskaate the dil behal jaata tha
tum nahi toh nahi koi bhi hamara
har woh suhanapan meri jaagir ho gaya
tu chahe na chahe meri taqdeer ho gaya
yaad har shaam hain dariyaa ke kinaare
pyar ke haai woh kitne din the pyaare
mera har geet par kamyaabi paana
woh teri thi duaan aaj maine jaana
mere har mansube aansuon mein doobe
aa bhi jaa meet mere dil ne hain pukara
tum jo muskaate the dil behal jaata tha
tum nahi toh nahi koi bhi hamara
Dear- 08-08-2007
hai,ho,hoom,hei
Forumer™ is Voted #1 Free Forum Hosting provider
Build your own community today with the largest message board hosting company.